*** WISHING ALL INDIANS ***
*** A HAPPY & BLESSED ***
*** 69th INDEPENDENCE DAY CELEBRATIONS of INDIA ***
*** WISHING ALL INDIANS ***
*** A HAPPY & BLESSED ***
*** 69th INDEPENDENCE DAY CELEBRATIONS of INDIA ***
INDEPENDENCE DAY of INDIA
HAPPY INDEPENDENCE DAY
TO
ALL INDIANS
15thAugust 2013;
JAI-HIND
The midnight of August 15, 1947 is memorable for every Indian on earth, as it is the time, when India gained independence from the stranglehold of the mighty British.
Last Updated On: 8/15/2013
Ae Watan Ae Watan Humko Teri Kasam
Mohammed Rafi
Music Director: Prem Dhawan
Lyricist: Prem Dhawan
jalte bhi gaye
kahte bhi gaye
aazaadi ke parwaane
jeena to usi ka jeena hai
jo marna watan pe jaane
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
ae watan ae watan....
koi punjaab se, koi maharaashtra se
koi U P se hai, koi bangaal se
koi punjaab se, koi maharaashtra se
koi U P se hai, koi bangaal se
teri pooja ki thaali mein, laaye hain hum,
phool har rang ke, aaj har daal se
naam kuchh bhi sahi, par lagan ek hai
jot se jot dil ki, jaga jaayenge
ae watan ae watan, humko teri kasam
teri raahon mein, jaan tak luta jaayenge
ae watan ae watan...
teri jaanib uthi, jo kehar ki nazar
us nazar ko jhuka ke hi, dum lenge hum
teri jaanib uthi, jo kehar ki nazar
us nazar ko jhuka ke hi, dum lenge hum
teri dharti pe hai jo, kadam gair ka
us kadam ka nishaan tak, mita denge hum
us kadam ka nishaan tak, mita denge hum
jo bhi deewar aayegi ab saamne
thokron se use hum gira jaayenge
ae watan ae watan, humko teri kasam
teri raahon mein, jaan tak luta jaayenge
ae watan ae watan....
sah chuke hain sitam ham bahut gair ke
ab karenge harek waar kaa saamnaa
sah chuke hain sitam ham bahut gair ke
ab karenge harek waar kaa saamnaa
jhuk sakegaa na ab sarfaroshon ka sar
chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
sar pe baandhe kafan
ham to hanste huye
maut ko bhi gale se lagaa jaayenge
ae watan ae watan
jab shaheedon ki arthi uthe dhoom se
deshwaalon tum aansoo bahaanaa nahin
par manaao jab aazaad bhaarat kaa din
us ghadi tum hamen bhool jaanaa nahin
laut kar aa saken na jahaan me to kyaa
yaad banke dilon me to aa jaayenge
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
ae watan ae watan
ai watan ai watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
inqalaab zindabaad
Music Director: Prem Dhawan
Lyricist: Prem Dhawan
jalte bhi gaye
kahte bhi gaye
aazaadi ke parwaane
jeena to usi ka jeena hai
jo marna watan pe jaane
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
ae watan ae watan....
koi punjaab se, koi maharaashtra se
koi U P se hai, koi bangaal se
koi punjaab se, koi maharaashtra se
koi U P se hai, koi bangaal se
teri pooja ki thaali mein, laaye hain hum,
phool har rang ke, aaj har daal se
naam kuchh bhi sahi, par lagan ek hai
jot se jot dil ki, jaga jaayenge
ae watan ae watan, humko teri kasam
teri raahon mein, jaan tak luta jaayenge
ae watan ae watan...
teri jaanib uthi, jo kehar ki nazar
us nazar ko jhuka ke hi, dum lenge hum
teri jaanib uthi, jo kehar ki nazar
us nazar ko jhuka ke hi, dum lenge hum
teri dharti pe hai jo, kadam gair ka
us kadam ka nishaan tak, mita denge hum
us kadam ka nishaan tak, mita denge hum
jo bhi deewar aayegi ab saamne
thokron se use hum gira jaayenge
ae watan ae watan, humko teri kasam
teri raahon mein, jaan tak luta jaayenge
ae watan ae watan....
sah chuke hain sitam ham bahut gair ke
ab karenge harek waar kaa saamnaa
sah chuke hain sitam ham bahut gair ke
ab karenge harek waar kaa saamnaa
jhuk sakegaa na ab sarfaroshon ka sar
chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
sar pe baandhe kafan
ham to hanste huye
maut ko bhi gale se lagaa jaayenge
ae watan ae watan
jab shaheedon ki arthi uthe dhoom se
deshwaalon tum aansoo bahaanaa nahin
par manaao jab aazaad bhaarat kaa din
us ghadi tum hamen bhool jaanaa nahin
laut kar aa saken na jahaan me to kyaa
yaad banke dilon me to aa jaayenge
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
ae watan ae watan
ai watan ai watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
ae watan ae watan hamko teri qasam
teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
inqalaab zindabaad
Jinhe Naaz hai hind par wo kahan hai
ye kooche ye neelam ghar dilkashi ke
ye luTte hue karvaan zindagi ke
kahan hai kahan hai muhafiz khudi ke
jinhe naaz hai hind par wo kahan hai
ye krfech galiyan ye badnaam bazaar
ye gumnaam rahi ye sikkon ki jhankaar
ye kismat ke saude ye saudon pe takrar
jinhe naaz hai hind par wo kahan ha
ye sadiyon se bekhauf sahmi si galiyan
se machli hui adhkhili zard kaliyan
ye bikti hui khokhli rang raliyan
jinhe naaz hai hind par wo kahan hai
wo ujle garechoon me payal ki chan chan
thaki haari saanso pe tableki dhan dhan
ye berooh kamron me khansi ki than than
jinhe naaz hai hind par wo kahan hai
Ye duniya agar mil bhi jaaye
ye mehlo ye takhton ye taajon ki duniya
ye insaan ke dushman samajon ki dunia
ye daulat ke bhookhe rawaajon ki duniya
ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kya hai – 2
har is jism ghayal .. har ik rooh pyaasi
nigaahon me uljhan dilon me udasi
ye duniya hai ya aal me bad hawasi
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai -2
yahan ik khilouna hai insaan ki hasti
ye basti hai murda taraston ki basti
yahan par to jeevan se hai maut sasti
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai – 2
jawani bhatakti hai baztaar bankar
jawani bhatakti hai baztaar bankar
jawaan jiosm sajte hain bazaar bankar
jahan pyar hota hai byaapar bankar
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai – 2
ye duniya jahan aadmi kuch nahi hai
wafaa kuch nahi dosti kuch nahi hai
jahan pyar ki qadr hi kuch nahi hai
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai – 2
jaladon ise phoonk daalon ye duniya
jalaado – 3 ise phoonk daalon ye duniya
mere saamne se hatalo ye duniya
tumhari hai tum hi sambhalo ye duniya
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
1. Kar Chale Hum Fidaa Jaan-O-Tan Saathiyo Ab Tumhare Hawaale Watan Sathiyo.
Movie Name: Haqeeqat
2. Ae Mere Watan Ke Logo Zara Aankh Mein Bhar Lo Pani, Jo Shaheed Hue Hai Unki Zara Yaad Karo Qurbani.
Movie Name: Not From Film
3. Ae Watan Ae Watan Humko Teri Kasam, Teri Raahon Mein.
Movie Name: Shaheed
4. Dekho Veer Jawaano Apne Khoon Pe Yeh Ilzaam Na Aaye.
Movie Name: Akkarman
5. Apni Aazadi Ko Hum Hargiz Bhula Sakte Nahin, Sar Kata Sakte Hain Lekin Sar Jhuka Sakte Nahin.
Movie Name: Leader
6. Ae Mere Pyaare Watan, Ae Mere Bichhde Chaman Tujhpe Dil Kurbaan Hai.
Movie Name: Kabuliwala
7. Chhodo Kal Ki Baatein Kal Ki Baat Purani
Movie Name: Hum Hindustani
8. Jahaan Daal Daal Pe Sone Ki Chidiya Karti Hai Basera Who Bharat Desh Hai Mera.
Movie Name: Sikandar-E-Aazam
9. Mere Desh Premiyo Aapas Mein Prem Karo Desh Premiyo
Movie Name: Desh Premi
10. Sandese Aate Hain Humein Bulaate Hain.
Movie Name: Border
11. Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamaare Dil Mein Hai.
Movie Name: 23rd March Shaheed
12. Yeh Desh Hai Veer Jawaano Ka
Movie Name: Naya Daur